Once In A Blue Moon meaning in Hindi
Idiom "Once In A Blue Moon" meaning in Hindi :
Once in a blue moon:
Meaning:
Very rarely, कभी कभार (Kabhi kabhaar) , बहुत ही कम (Bahut hi kam) ,
लग भग कभी नहीं (Lagbhag kabhi nahi),
Examples:
1) मै मंदिर कभी कभार ही जाता हूँ।
(mai mandir kabhi kabhaar hi jaata hoon.)
(mai mandir kabhi kabhaar hi jaata hoon.)
I go to temple once in a blue moon.
2) वो मुझे देखने के लिए कभी कभार ही आता हैं।
(vo mujhe dekhne ke liye kabhi kabhaar hi aataa hain.)
He comes to see me once in a blue moon.
3) मै तैरने के लिए बस कभी कभार ही जाता हूँ।
(mai tairne ke liye bas kabhi kabhaar hi jaataa hoon.)
I only go swimming once in a blue moon.
4) मै मेरा कमरा कभी कभार ही साफ़ करता हूँ।
(mai mera kamraa kabhi kabhaar hi saaf karta hoon.)
I clean my room once in a blue moon.
5) मै shopping बस कभी कभार ही जाता हूँ।
(mai shopping bas kabhi kabhaar hi jaataa hoon.)
I only go shopping once in a blue moon.
Comments