Rainy Season Related English sentences, Phrases, Words - Daily English Speaking Practice through Hindi


GUYS AAJ IS POST MAI HAAM janenge "  mansoon yani Rainy Season  Baarish ke mosam me bole jane wale english sentences aur words aur phrases " KE BAREME .ye sentences joki Mai aapko batanewala hun ye bahut hi common hain aur ye aksar hum use karthe tho inhe hum english mai kaise bolthe hai ye jarur janlena chahiye, tho chaliye guys start karhte hai.



आज बारिश होने की संभावना है.
(aaj baarish honeki sambhavnaa hain.)
It's likely to rain today.

क्या बाहर बारिश हो रही है ? 
(kya baahar baarish ho rahi hain?)
 Is it raining out side?

क्या अभी भी बाहर बारिश हो रही है ?
(kya abhibhi bahar baarish ho rahi hain.) 
Is it still raining outside ?

चलो अंदर चलते है, बारिश शुरू हो रही है.
(chalo aandar chalte hain,baarish shuru ho rahi hain.)
 Let's go inside; it's starting to rain .

बारिश रूक गयी है . चलो बाहर चलते है.
(baarish rook gayi hain, chalo baahar chalte hain.)
It has stopped raining. Let's go out(side).

 Isey hum kabhi kabhi istarhase bhi boltheheyki.

बारिश नहीं हो रही है. चलो बाहर चलते है.
(baarish nahi ho rahi hain, chalo baahar chalte hain.)
It's not raining anymore. Let's go out(side)".

मै बारिश से भीग गया हूँ.
(mai barish se bhig gaya hoon.)
I got drenched by the rain.
           OR
I got soaked by the rain.
Drenched aur soaked kaa matlab hotha hai भीगना (bhignaa).

 आज मौसम कैसा है ?
(aaj mousam kaisa hain?)
How is the weather today ?

बहार मौसम कैसा है ?
(bahaar mousam kaisa hain ? )
How is the weather out side ?
Weather kaa matlab hotha hai मौसम (mousam). 

बहार थोड़ी बारिश है.
(bahaar thodi baarish hain.)
 It’s a little rainy out side.

बस थोड़ी बूंदा बांदी  हो रही है.
(bas thodi bundaa baandi ho rahi hain.)
It’s just drizzling .

Aasman se aagar halki fulki baarish hothi hai yani chote chote baarish ke bunde girthe hetho unhe hum  "drizzling"  Kahathe hai.

yaa aap isey
“It’s just spitting a little. Bhi kahsakthe ho.spitting jo hey vo drizzling se bhi kam hotha hey .yani bahut hi chote chote baarish ke bunde aasman se girneko hum "spitting" kahthe hai.
ये तो सिर्फ बूंदा बांदी है, मै वाक करने बहार जा रहा हूँ.
(yeto sirf bundaa baandi hain,mai walk karne bahaar jaa raha hoon.)
"I'm going out for a walk. It's only drizzling.

बहुत तेज बारिश हो रही है.
(bahut tez baarish ho rahi hain.)
It's raining heavily.Yaa isey aap It’s pouring  bhi kahsakthe ho.
Aagar  barish bahut jyada yani haad se bhi jyda tej htohei hetho tho  isey aap english me   "It's raining heavily" kahane ke bajai, aap niche diye gaye phrases kaabhi us karsakthe ho.

  • 'It's pouring down' OR It’s Bucketing down.
  • “It’s chucking it down “
  •  “It’s really coming down out there!”
  • “The Heavens open” 
  • It's raining cats and dogs.  ye ek idiom hai aur ye jyaadatar schhol books  me dikhyedega.lekin ye jyda bola nahi jatha hai.
Tho बहुत ज्यदा तेज बारिश हो रही है.(bahut jyda tez baarish ho rahi hain. ) Isey aap English me kisko kahanekeliye  aap upar diyegaye phrases mese kisikaabhi use karsakthe ho.

ये एक आंधी तूफान है.
(ye ek aandhi tufaan hain. )
It’s a thunderstorm.

THUNDER iska matlab hotha hai बिजली की आवाज़ (bijli ki awaz) yani गड़गड़ाहट (gadgadahat) Ko hum English mai thunder kahthe hai aur iske saath sath बिजली की (bijli ki)flash yani रोशनी((roshni) ko hum Lightning kahthe hai.

ये एक ओलो का तूफान है.
(ye ek olo kaa tufaan hain.)
It’s a hail storm.

Hails kaa matlab ओले (ole)

Jub aasaman se barafke tukde yani ole girthe hetho use hum hail storm kahthe hai.

 मै मुसलाधार बारिश (तेज बारिश) में फंस गया हूँ.
(mai muslaadhaar baarish me funs gaya hoon.)
I am stuck in the downpour .

 माफ़ करना मै लेट हो गया क्योंकि बहुत तेज बारिश हो रही थी.
(maaf karna mai late ho gaya kyonki bahut tez barish ho rahi thee.)
I am sorry I am late because it was bucketing down.

 मेरे कपडे भीग गये है क्योंकि बाहर बहुत तेज बारिश हो रही है.
(mere kapde bhig gaye hain kyonki bahaar bahut tez baarish ho rahi hain.)
"My clothes are soaked because it is pouring rain outside."

देखो बाहर बारिश हो रही है.

(dekho bahaar baarish ho rahi hain.)
Look it’s raining out side .

बारिश होने वाली है.
(baarish hone wali hain.)
It’s going to rain.
Or
It’s gonna rain.

आपना छाता लेलो .एसे लग रहा है की बारिश होने वाली है.
(aapna chaatha lelo . yesa lag raha hai i baarish hone wali hain.)
 “Take your umbrella. It looks like it’s going to rain.”

क्या कल बारिश होगी ?
(kya kal baarish hogi ?)
will it rain tomorrow?

Is sentence ko hum kabhi kabhi is tarha bhi kahthe hai ki

क्या कल बारिश होने वाली है ?
(kya kal baarish hone wali hain?)
is it going to rain tomorrow ?

 कल बारिश कितने बजे होगी ?
(kal baarish kitne baje hogi ?)
What time will it rain tomorrow ?

मुझे बारिश बहुत पसंद है.
(mujhe baarish bahut pasand hain.)
I love the rain . aagar aapko barsh pasand nahi tho aap kahasakth hoki.

मुझे बारिश पसंद नहीं है.
(mujhe baarish pasand nahi hain.)
I hate the rain .

मुझे बारिश के दिन बहुत पसंद है.
(mujhe baarish ke din bahut pasand hain.)
I love the rainy days .
 aagar aapko baarish ke din pasand nahi tho aap kahsakthe hoki.

मुझे बारिश के दिन पसंद नहीं है.
(mujhe baarish ke din pasand nahi hain.)
I hate the rainy days .

मै फूटबोल नहीं खेल सकता क्योंकि बाहर बारिश हो रही है.
(mai football nahi khel sakta kyonki bahaar barish ho rahi hain. )
I can't play football, because it's raining outside.

 दिन भर से बारिश रुक रही है और शुरू हो रही है.
(dinbhar se baarish rook rahi hain aur shuru ho rahi hain.)
tho isey hum English me bolenekeliye kahengeki
“It’s been raining on and off all day.”

3 दिन से लगातार बारिश हो रही है.
(3 dinse lagataar baarish ho rahi hain.)
It’s been raining non-stop for 3 days! Yaa isey aap
It’s been raining for 3 days straight!


Also watch this video to learn more .



       


Click Here To Download " Rainy Season Related English sentences, Phrases, Words " PDF file


Comments

You are welcome to share your ideas with us in comments

Archive

Contact Form

Send